Tuesday, July 28, 2009

old post which never got published

original date : March 13th 2008

Haphazard, yet so clear
So clear that you can read my mind
read my deepest darkest secrets
secrets I have been trying to escape,
trying to run

Far off, yet so near
So near that I can feel your touch
touch that makes me go weak
so weak that I want to let go
just live in the moment

A moment of happiness
A moment I live in
with emotions i truly feel

Emotions of wants and needs,
moments that take my breath away..
moments which make the ground disappear beneath my feet

Friday, July 24, 2009

tanha

a song from somewhere..

dekhiye to lagta hai,
zindagi ki raahon mein,
ek bheed chalti hai.
sochiye to lagta hai,
bheed mein hain sab tanha.
jitne bhi yeh rishte hain,
kaanch ke khilone hain,
pal mein toot sakte hain..
ek pal mein ho jaaye,
koi jaane kab tanha.

dekhiye to lagta hai,
jaise yeh jo duniya hai,
kitni rangeen mehfil hai,
sochiye to lagta hai,
kitna gam hai duniya mein,
kitna zakhmi har dil hai..
woh jo muskuraate the,
jo kisi ko khwaabon mein,
apne pass paate the..
unki neend tooti hai..
aur hain woh ab tanha.

dekhiye toh lagta hai
zindagi ki raahon mein
ek bheed chalti hai
sochiye toh lagta hai
bheed mein hain sab tanha